Desh ki aan ban aur shan, kaise bhul Jaye unhe hum jisne humare liye kurban ki apni Jaan.

Koi kr rha tha izhar koi kr rha tha intezar...
Koi park me baithe kr rha tha pyar, koi desh ki suraksha k liye khada tha hath me liye hathiyar...laal rang v us din kya gajab rang badal rha tha....koi hatho me liye phool to koi apna khoon bha rha tha...
Koi jhuthe kasme kha rha tha to koi sarhad ke liye Jan loota rha tha...
Kaise mnaye aaj hum valentine's,
 jab kisi ne aaj ke din apni Jaan khoya tha...
Desh ki aan ban aur shan, kaise bhul Jaye unhe hum jisne humare liye kurban ki apni Jaan....Pulwama me Shahid huye sabhi sainiko KO Dil se samman...
Jai Hind Jai Bharat 

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

เคฐिเคถ्เคคे - Relationship ❤️ เคฎเคฐเคนเคฎ เคช्เคฏाเคฐ เค•ा ( เค•िเคคाเคฌ เค•ा เค•ुเค› เคนिเคธ्เคธा )

เค›เค  - เคฎเคนाเคชเคฐ्เคต, เคธिเคฐ्เคซ เคค्เคฏौเคนाเคฐ เคจเคนीं เคเค• เค‡เคฎोเคถเคจ เคนै l

Hindi Short Devotional Whats App Status -"เคชเคค्เคฅเคฐ เค•ो เคชเคค्เคฅเคฐ เคนी เคฐเคนเคจे เคฆो, เคญเค—เคตाเคจ เคจ เคฌเคจाเค“…. "