Women aap har roop me ho Mahan..,Hum Dil se karte hai apko samman ๐ Happy International women's Day.
Kya krogi itna padh Kar, Khana hi to banana... Drive tumhare bass ki baat nhi.., Kisi na kisi ko udda dalogi... Aise dress kyun pehanti ho itni badi ho gai ho... Ab aage aur kyun Kuch karna, shadi hi to Karni hai... Tumhe job kyun karni, ab family aur bacchon ko kaun sambhalega... HAPPY INTERNATIONAL WOMEN'S DAY. 25% Discount on groceries. But unke freedom par koi discount Nahi... Free coupons on Women's clothing. Kbhi poochna unse unhe free coupons nhi, unhe respect chahiye wo bhi free nhi bs jitna wo deserve karti... "Mat Kato unke pankh, unhe bhi udne do... Jo Karna hai unhe, unhe bhi Karne do... Mat maro unhe jite jee, unhe bhi thoda jine do... Inke ander bhi hai ek Rani Lakshmi Bai, Mother Teresa aur Saniya Mirza, inhe bhi apna sapna Pura Karne do... Hai inke ander sahas, Kar Sakti hai har manjil ko par, inhe Suraj ki tarah chamakna do." Kya sach me sabhi women Happy hai...?????๐๐๐ Socho zara.. So take apledge this women's day.!! We will let them acheive t...


Comments
Post a Comment